dosto aaj mai aapko ek reall story batana ja raha hu jo har ek insan ke sath
hota hai aur wah samjh nahi pate .kuch log aisa samjhate hai ki yah time unpar nahi
aane wali lekin o ye a nahi samjhate ki jaisa aaj ham kar rahe hai waisa bahut logo
ne apne jivan me kar chukhe honge .dosto sabko lagta hai ki wahi hai jo unhe hi sari
bate pata hai aur sab yaha kuch nahi janante lekin we galat sochate hai kyoki
aaj se pahale bhi log paida huye jawan huye aur phir old aur phir
mar gaye lekin kuch log aisa sochate hai ki o na kabhi old hone wale hai aur na hi
kabhi marne wale hai .jivan ki sabse badi sachhai se log muh mod kar aaram se jite hai
lekin jo log hamesa se yaha soch kar jite hai ki ek din to marna hi hai to kyu na kuch
injoy aur kuch achha kaam kar liya jay jaise ki garibo ki seva aur apne jivan ko achhe se
injoy karna aur sabko hamesha khush rakhanta taki log aape marne ke baad bhi aapko yaad karte
rahe aur bahut aise bate hai jo log aaj bhi anja hai is liye mai aaj aapko apne blog par lekar aaya hu
agar meri sachhi kahani aapko achhi lagi to comment jarur karna to chaliye kahani ko suru karte hai
mai govind kumar gaur up ka rahane wala hu .
jab mai paida huwa tab to kuch nahi pata ki yaha kya hora hai aur hame kya chahiye bas khana aur
shanti se sona lekin jaise jaise ham bade hote hai waise waise hamari khwaise bhi badi ho jati hai
aur ham wahi se apne jivan se bhatakana chalu kar dete hai aur ek samay aisa ata hai jab ham jawan hote hai aur hame jab koi apne jaan se bhi jyada pasand aane lagta hai to ham sab kuch bhul kar unhe hi apna man lete hai lekin sayad unhe a nahi pata ki har wakt me har samay ko apne kabu me rakahan chahaiye aur apne jivan ko dene wale mata pita ko kabhi nahi bhulana chahiye lekin yah ek aise age hoti hai jise ham samjh nahi kar pate aur galti par galti kar dete hai jo aapko 10 saal ke andar hi sab kuch ahasas ho jata hai jaise aapko kisi se pyar huwa to aab aap hamesha usnke sath wakt bitana chahoge phir aap us time apne mata pita apne pariwar walo ko bhul kar bas unhe hi apna khuda bhagawan sab kuch man lete ho lekin jaise hi aap us age se aage nikalate hai tab pata chalalta hai ki apane kitni badi galti ki thi jo aaj aap garib hi rah gaye is liye dosto hamesha aisa kuch karo jisase apne pariwar wale bhi khus rahe aur aap bhi to dsoto meri kahani kaise lagi commet me jarur batana .

0 टिप्पणियाँ
if u have any doubts .Please let me know