desi girl or indian ladki ko kaise pataye
Formula 1
Ladki ko pahle dekho aur wo jab aapke samne dekhe to use ishara maro ki uske gaal par kuch hai aur jab wo gaal ko saaf kare to ishare se bolo ki iss gaal par nahi baju ke gaal par hai, this is best formula in the world..is tarah se maine kai ladkiyo ko pataya hai.
Formula 2
Ladkiyon se usi topic par baat-chit karo jis me use baat karne me maza aaye, isse wo aapse bahut samay tak baat kar sakti hai. aur aapki Dosti Pyar me bhi badal sakti hai.
Formula 3
mere ek Dost ki 56 Girl Friend hai. usne un sabhi ko Patane ke liye jo Formula use kiya hai wo hai- "Ladkiyon se hamesha unke baare me hi baate karo". wo hamesha Ladkiyon se unke hi baare me baate karte rahta tha aur Ladkiyan Pat gai.
Formula 4
agar Ladki ko patana hai to pahle uske pass jao, uska picha karo, us ko dekhte raho, then kuch dino baad usko ignore karna shuru kardo bus wo pareshan ho jayegi us ke baad wo khud aap mein intrest legi then u can go ahead.
Formula 5
Ladkiyan agar group me ho to aap unhe (Jinhe Patana hai) hi dekhte rahe, aisa karne se wo bhi aap ke taraf attract hojayegi.
Formula 6
Hamesha Ladki ke aankho se aankhen milakar hi baat kare, isse Ladkiyan impress hoti hai.
Formula 7
Ladkiyon se jab bhi mile ek pyaari si smile jarur kare.
Formula 8
Hamesha unki help ke liye taiyaar rahe.
Formula 9
unka Birth day kabhi naa bhule aur unhe koi Beautiful gift jarur de, yaa ek Rose.
Formula 10
uus par kabhi bhi gussa na kare, Hamesha pyaar se hi pesh aaye.
Formula 11
sliye aksar unhe unki khubsurti par koi Shayari sunate rahe, aisa karte rahne se wo aapke pyaar me pagal ho jayegi.
Formula 12
unse hamesha achche Dress me hi mile, yaad rakhe aap ko bhi attractive dkhna padega.
Formula 13
agar aap ek hi class me hai to unko Study me yaa Notes banane me Help karte rahe, aisa karne se aap unke aur bhi karib aate jaenge.
Formula 14
Aap jab bhi unse mile unhe Hi yaa Hello yaa Shake hand karna na bhule, isse apna pan badata jaega.
Formula 15
Ladkiyon ko Good personality wale Ladke bahut achche lagte hai, issliye koi achchi si Gym me exercise kar apni Body ko attractive banaye. isse Ladkiyan aapko dekhte hi impress ho jaengi.
Formula 16
Agar aapke pass cell phone hai aur us ladki ke paas bhi ( jise aap patana chahte hai), to aksar usko Funny SMS yaa Love SMS yaa Friendship SMS bhejte rahe. aisa karne se aap unki yaado me bane rahenge.
Formula 17
Friendship aur Valentines day ko unhe hamesha wish kare aur ek Pyara sa Gift jarur de. aisa karna najdiki badane ke liye bahut jaruri hai.
Formula 18
Ladkiyon se hamesha Romantic mood me hi baat kare, aise baat kare jisse unhe lage ki aap ko unse baat karke bahut hi maza aa raha hai.
Formula 19
Hamesha unko Respect de, isse aap unki nazaron me ek achche Ladke bane rahenge, jo Ladki patane ke liye bahut hi jaruri hai.
Formula 20
Ladkiyon se kabhi mat sharmaiye, Maximum Ladki sharmile Ladko ko pasand nahi karti hai, issliye hamesha frankly unse mile.hne ke liye hamesha chust durust dikhe, na ki sust yaa kaamchor. Ladkiyan furtile Ladko ko hi pasand karti hai.
Formula 22
agar Ladki Filmo ki shaukin hai to usse aksar Film ke hi bare me baate kare, isse wo aapse apni feeling bantkar khush aur impress hongi.
Formula 23
aap apne din ki shuruwat unhe ek mast Good Morning SMS bhejkar karen.
Formula 24
Raat ko sone se pahle ek Pyara sa Good Night SMS bhejkar bhi aap unhe impress kar sakte hai.
Formula 25
Maximum Ladkiyan Clean shave kiye hue Ladko ko Like karti hai issliye sexy dikhne ke liye shave karterahe.
Formula 26
e hamesha apna Cina taan kar chale, aisa karne se Mardangi jhalkti hai aur Ladkiyan Mardon ko hi pasand karti hai.
Formula 27
Ladkiyan darpok ladko ko pasand nahi karti hai issliye aap darna chhod de aar Ladkiyon se ek nidar ki tarah react kare.
Formula 28
agar Ladki aapse kuch mange to use jarur pura karne ki koshish kare, isse Ladkiyan aapse itni impress hongi jiski aap imagine bhi nahi kar sakte.
Formula 29
Unke Birth day par sabse pehle aap wish kare, isse wo aapko kabhi nahi bhul payengi.
Formula 30
Hamesha unse kisi na kisi bahane milte rahe, isse aap unki nazaron aur yaado me aksar bane rahenge.
aagar apako hamari blog post achhi lage hi to please comment jarur karna
0 टिप्पणियाँ
if u have any doubts .Please let me know